Skip to main content

Posts

Top ten highest score in odi

Odi match top ten score kis kis player ke naam pe hai.unki score aur boundary ki details. 1-ROHIT SHARMA  NO.1 HIGHEST SCORE  IN ODI CRICKET- 264 13 NOVEMBER 2014 STRIKE RATE-152.63 4-33 6-9 2-MARTIN GUPTIL  NO.2 HIGHEST SCORE IN ODI CRICKET- 237* 21 March 2015 STRIKE RATE- 145.39 4-24 6-11 3-AMELIA KERR NO.3 HIGHEST SCORE IN ODI CRICKET- 232* 13june 2018 STRIKE RATE- 160.00 4-31 6-2 4-BELINDA CLARK  NO.4 HIGHEST SCORE IN ODI CRICKET- 229* 16 December 1997 STRIKE RATE- 147.74 4-22 6-0 5-VIRENDRA SEHWAG  NO.5 HIGHEST SCORE IN ODI CRICKET- 219 8 December 2011 STRIKE RATE- 146.97 4-25 6-7 6-CHRIS GAYLE  NO.6 HIGHEST SCORE IN ODI CRICKET- 215 24 FEBRUARY  2015 STRIKE RATE- 146.25 4-10 6-16 7-FAKHAR ZAMN NO.7 HIGHEST SCORE IN ODI CRICKET- 210* 20JUIY 2018  STRIKE RATE- 134.61 4-24 6-5 8-ROHIT SHARMA  NO.8 HIGHEST SCORE IN ODI CRICKET- 209 2 NOVEMBER
Recent posts

Full list of indian captains in odi match

One day match ka sare captains ka naam,kitne captain ab tak khele hai,sabhi captain kitne match khele hai  Bharat ne apna pehel odi match 1974 ko England ke khilaf khela tha. Jisme indiake kaptan ajay wadkar the.inhone 2 match England ke khilaf khele the. Dono me team india ko harka samna karna pada. LIST OF ALL 24 CAPTAIN SS 1)Ajay wadekar- 1974- Matches- 2 2)Srinivasraghavan  venkatraghavan-( 1975_1979) Matches- 7 3)Bishen sing bedi-(1975_1978) Matches- 4 4)sunil gavaskar-(1980_1985) Matches- 37 5)Grandppa biswanath- 1980 Matches- 1 6)kapil dev-(1982_1992) Matches- 74 7)syed kirmeni-1983 Matches- 1 8)mohindra amarnath-1984 Matches- 1 9)Ravi shastri-(1986_1991) Matches- 11 10)dilip vengsarkar-(1987_1988) Matches- 18 11)Krishnamachari  srikant -1989 Matches- 13 12)Mohammad  azhruddin- (1989_1999) Matches- 174 13)Sachin tendulkar- (1996_1999) Matches- 73 14)ajaya jedeja-(199

Virat kohli biography Hindi me

Virat kohli ki cricket life,virat kohli ki height,virat kohli ki wife,virat kohli ki records ki detail Hindi meme Virat kohli ek aisha player ka naam hai.jisko bharat me hi nehi balki puri world me inko har koi janta hai jo ki cricket dekhta hai ya phir khelta hai.inko run machine ke naam se v jante hai bahat log. Ye hai delhi ke magar ipl Bangalore team ke liye khelte hai.odi me rank 1 hai.test match me v rank 1 hai.inhone cricket ki field me bahat sare records v banaye hai.  Virat kohli  Full name- virat kohli Born on- 05 November 1988 (31 years old) National- Indian Place-Delhi,india National team- indian cricket team Nick name- chiku, run machine  (fans ne rakha hai). Shirt no-18 (any format) Married anuska sharma 2017 Height-1.75mtr (5ft.9inch) Colour-white Odi debut-18august  2008 vs srilanka Test debut- 20 June  2011vs west indies T20 debut-12june 2010vs zimbawe Domestic team-delhi (2006) Ipl team- Rcb (captain ,since2013) Odi captain-since

Rohit sharma biography Hindi me

Rohit sharma ki puri jankari,rohit sharma ki records,rohit sharma ki wife ka details,rohit sharma ki ipl success story, Rohit gurunath Sharma (born on April 30 1987) Nagpur.maharashtra  (india).jursy no 45. Rohit sharma ek indian international cricketer hai.jo domestic cricket mumbai me khele hai. Ipl me mumbai indians ki captain hai.odi me vice captain hai.ye ek matra aisha batsman hai jo ki odi match me sabse bada score banaya hai. Aur sabse zyada 3 baar double century banaye hai. Nick name Inka nick name ku6 aisha hai -shana,ro,hitman aisha ku6 hai. Height 5ft,8inch Married ritika sajdeh 2015 peta animal lover 2005 turnig point jab inhone 143 ek pari domeatic cricket me khele the 2006-07 mumbai ke liye khela hai.(domestic cricket) 2008-2010 decan charges ke liya khela hai 2011 me inhone mumbai indians team me samil ho gaye.2013 me inko mumbai indians ka captainship milgeya.aur 2013 me inhone peheli baar mumabi indians ko ipl trophy dilaya tha. 2015, 20

Ipl match kya hai

Ipl match kya hai, isse kaise khelta hai.isme rules kya kya hota hai  IPL-INDIAN PREMIER LEAGUE  Ye game me players ko pehele paisa deke kharidan padta hai. Jo ek team ki sari players khared leta wo us team ka owner hota hai. Iski 11 players me 7 player indiaka hona chahiye baki 4 player foreigners ko khilana padta hai.  Ipl ku6 team ka naam  Mi-mumbai indians  Isme india ka opner hitman rohit sharma captain hai inhone 4 baar ipl ka khitab jeeta hai  1-2013 2-2015 3-2017 4-2019 Csk- Chennai super kings  Isme isme purb captan m.s.dhoni hi captain hai  Inhone v 3baar ipl trophy jeeta hai. 1-2010 2-2 011 3-2018 Srh-sun raises Hyderabad Isme David Warner captain hai.jo ki Australia ka opner batsman hai.inhone 1baar 2016 me ipl trophy jeeta hai. Dd-delhi daredevils Dd ne tak ek v khitab ipl ka nehi jeeta hai. Isme aksar captain change hote reheta hai Dc-decan charges Isme austrila ka purb weacket keepar adam gilchirst hai.inhone 2009 me hi ek baa

Odi match kya hai

Odi match me kya rules hai,isko kese khelte hai,odi match kya hota hai. Odi match ek limited over ka khel hota hai. Ye ek din ka khel hota hai. Isme 4saal me ek world cup match hota.jo final match tak jake usme jeetta hai usse hi worldcup winner ka award milta hai. Ye 50 overs ka  game hota hai.  India ka safar isme kaisa raha  India ne odi ki worldcup 2 bar jeeta hai. 1-1983 me kapildev ki captainship me india ne peheli baar ye khitab apne naam kiya tha.  Isme kapildev ka bahat bada yogdan tha. 2-dusra odi ka worldcup m.s.dhoni ki captani me aaya tha. Jo pehela worldcup ka 28 saal baad 2011 me aaya tha.iss worldcup me yuvraj singh ka bahat bada yogdan tha.yuvraj ko 2011 worldcup me man of the series ka khitab mila tha. Iss worldcup me Sachin,viru,gambit jaisa bade bade khiladi v shamil the  Iske alawa india ne 2003 ki worldcup me runner ka khitab jeeta hai. Jisme sourav ganguly captain rahe the. India ne final match me austrila ke khilaf harr ka samna karna pada. 

Test match kya hai

Test match kya hai, isme kya kya rules hota hai, ye kitne over ka game hota hai??Test match ki bare me sab ku6 jaante hai. Cricket me alag alag tarah ke game hota hai.usmese test match ka nam v samil hai.india test match me rank 1 hai.120 rating ke sath Peheli test match 15 march 1877 ko mcg (Melbourne cricket ground ) me khela gaya tha. Jo ki england vs Australia ka game tha isme austrila ne 45 run se England ko haraya tha. Test match ki 100 pure hone ka celebration ke din 1977 March 12 me austrila same England ko 45runse haraya tha Test match ke rules kya kya hai?  Test match me 1 din me  3 seasion hota hai. Har ek season me 30 over ka hota hai. Isme lunch time 4o-45 minit ka hota hai. Aur tea ke liye 15se 20 mnt ka break hota hai. Test match me kya or kaise khelte hai .isme simply  dono temke player ko safed kapdapehenna padta hai. Ye 5 din ka khel hota hai. Isme ek din me  90overs khelna hota hai. Jo team pehele batting karke jitna run BANAYEga oppsite team usse